Ayurvedic Skin Tips Or Ande Ke Gharelu Nuskhe
1-Ande(Egg)ke chilke ke powder me sirka milaker is pest ki chehre per halki massage kare isse kuch
dino me chehra chamakne lagta hai.
2-Yadi kisi ki skin jayada dry hai to chahiye ki ande ke chilke me aloevera ka desi ras(gudda/jal)milaker
chehre per lagane se chehre me dryness kam hogi aur nami bani rahegi Aur chehra khil uthega.
3-Ande ke powder me sahad milaker 1 week me 2 3 baar peryog kerne se chehra khil uthta hai aur nami
bani rahti hai.
4-Ande ke powder me nimbu ya sirka milaker lagaye isse aapki skin sunder hogi aur daag dhabbe kam
honge.
5-Nimbu aur aloevera aur ande ka powder milaker chehra per lagane se chehra sunder hota hai or chehre
me chamak badti hai.
6-Ande ko ubal ker uske safed hisse me chini aur ande ke powder ko milker chehre per 1 week me 2 3
baar peryog kerne se kafi ferk najar aane lagta hai.
7-Ande ke powder ko apne daato per brush kerne de pilapan dur hota hai aur daat safed hote hai.
8-Ande ko rojana 1 khane se kafi madat milti hai.
9-Ande ko fodker uske bhiter ke pile pest ko chehre per malne se kafi fayda hoga.
10-Ande ko baalo me lagane se baal ghane or lambe hote hai aur aap sunder dikhai denge.

No comments:
Post a Comment