- Aloe vera ke gel ka prayog tawacha ke daag dhabbe hatane aur keel muhase hatane ke liye bahut behtreen upay hai.
- Khire ka prayog kare.
- Shahad ka prayog kare, shahad ko chehre pe lagane se tawacha khil uthegi aur saare daag dhabbe dur ho jaenge tawacha bedaag ban jaegi.
- Tamatar ke ras ko rui pe lekar lagaye, daag dhabbo mai bahut jald hi asar dikhega.
- Papite ke gude ko 15-20 mint tak chehre pe lagaye..
- Daag dhabbo ko hatane mai doodh bhi bahut madadgaar hai.
- Kacche aalu ka istemal kare. Kache aalu mai dhaag dhabbe hatane ke gun hai.Aalu ko do hisse mai kaat le aur u nhe dhaag dhabbe wali jagah par rakh le. Kacche aalu ko peeskar uska lep bhi chehre pe laga sakte hai.
- Ek taze ande ka safed bhaag ko nikal le aur chehre pe jaha bhi daag dhabbe hai waha pe laga le aur 15-20 minute baad dho le, ise hafte mai do se teen baar kar sakte hai.
- Nimbu bahut achi cheez hai chehre ke daag dhabbe hatane ke liye, nimbu ke ras ko chehre pe lagaye.
Monday, 6 June 2016
Tips for best skin in some time
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment